Taxi & Cab Service in Delhi
Delhi me sightseeing, airport pickup ya Agra, Jaipur, Mathura ke liye outstation cab - Rodway Taxi ki AC cab aur verified driver ke saath. Delhi Sightseeing package ₹2,599 (8 ghante / 80 km) aur Delhi to Agra same-day ₹6,499 (all inclusive).
- • IGI Airport (T1, T2, T3)
- • New Delhi Railway Station
- • India Gate
- • Red Fort
- • Qutub Minar
- • Connaught Place
Delhi Travel Guide
Delhi me ek din me Red Fort, India Gate, Qutub Minar, Humayun's Tomb, Lotus Temple aur Akshardham dekhne ke liye taxi sabse aasan tareeka hai. Dhyan rakhein - Red Fort, Lotus Temple aur Akshardham Monday ko band rehte hain.
Agra ke liye Yamuna Expressway se Taj Mahal ek din me dekh kar wapas aaya ja sakta hai. Taj Mahal Friday ko band rehta hai, isliye Agra trip baaki dino me plan karein.
Hamari Services in Delhi
Har zarurat ke liye alag package, transparent pricing ke saath.
Delhi ke andar market, hospital, ya kisi bhi kaam ke liye ghante ya din ke hisab se book karein.
Flight ya train time se pehle driver pahunch jaata hai — miss hone ki tension nahi.
Delhi se doosre shehar sirf ek taraf ka fare — return ka charge nahi.
Multi-day trip ya same car wapas chahiye to round-trip package le sakte hain.
Taxi Service Near Delhi
Taxi Services in Delhi
Frequently Asked Questions
Delhi sightseeing taxi ka package kitna hai?
Delhi Sightseeing package ₹2,599 hai - 8 ghante / 80 km tak. Uske baad ₹200 per extra hour. Call karein +91 99581 46555.
Delhi se Agra same day taxi ka fare kya hai?
New Delhi se Agra same-day trip ₹6,499 me - all inclusive (toll, parking, fuel, driver). Taj Mahal, Agra Fort dekh kar usi din wapsi. Call karein +91 99581 46555.